Bismi Allahi arrahmani arraheem
In the name of Allah, the most Gracious, the most Merciful
Dua-e-hajat
Ju shaks har namaz ke bad is dua ko hamysha parhay ga. khasoosan Juma ke namaz ke bad tu Allah Tallah har khof ke chez se is ke hifazat kare ga. is ke dushmanu per is ke madad kare ga aur is ko gani kar de ga aur is ko aise jagah se rizq pohchay ga jahan is ka khayal be na jay aur is ke zindgi is per asaan kar de ga aur is ka karaz ada kar de ga agerchay wo pahar ke barabar be ho. Allah Tallah apne fazal-o-karam se is ko ada kar de ga.
Transliteration: Ya Allahu Ya Ahadu Ya waheedu Ya mawjudu Ya Jawwadu Ya Baasitu Ya Karimu Ya Wahhabu Ya JaTTaul Ya Ganiyyu Ya muganiyyu Ya Fattahu
Transliteration: Ya Rajjaqu Ya Alimu Ya Hakimu Ya Hayyu Ya Qayyumu Ya Rahmanu Ya Rahimu Ya Badi-u ssamawati wal ardhi Ya Jal Jallali wal ekram Ya Hannanu Ya mannanu Naffih ni minka bi nafhati Khayrin Tugnini Biha Amman Siwak En Tastafatihu Faqad jaa`akumul Fatahu Enna Fatahna lak Fatahan Mubinan nasrumminallahi wa fatahun Qarib. Allahumma
Transliteration: Ya Ganiyyu Ya Hamidu Ya Mubdiu Ya Mueedu Ya Waduudu Ya Jal arshil Majid Ya Fa-aalulli ma yureed ek fini Bi Halalik An Haramik Aganini Bi Fadhlik Amman Siwak Wahafajni Bima Hafijt Bihi-jjikra Wan-surni Bima Nasart bihirrasool.Ennak A la Kulli Shay en Qadir.
Ju ziker aur dua Hazoor farmaya kartay thay wo paish kidmat hai khuda kare koi sahib dil is ko yad kar ke aur apna wazifa bana le.
Transliteration: Allahuma lakal hamdu anta qayimus samawati walardhi wamin fihina walkal hamdu anta maliku samawati walardhi wamun fihinna walakal hamdu antal hakku waadakal hakun wanabiyuna hakun wa Muhammadun hakun wasaatu hakun Allahuma laka aslamtu wabika amantu
Transliteration: Waalika tawakaltu wailika annabtu wabika khasamtu wailayka hakamtu anta rabuna wailaykal maseer faghfirli ma qadamtu wamaa akhartu wamaa asrartu wamaa alantu wamaa anta alamu bihi mini antal muqdimu waantal muwakhiru laaillaha illaa anta walaa aalihi gairuka. Rasoolallah marzul moot mai ye dua bar bar perhty thay. 1: Allahuma aani ala gamratil moti
Transliteration: Waskraatil mooti. 2 Allahumughfirli warhumni walhikni bilrafiqil aalah. Hazrat Anas (ra) ke Dua Bismi Allahi arrahmani arraheem. Bismillahi ala nafsi wa deni, bismillahi allaa ahli wamali wawaladhi, bismillahi allaa maa atani Allahu, Allahu Allahu
Transliteration: Allahu rabi laa ushriku bihi shaiun Allahu akbar, Allahu akbar, Allahu akbar waaza waajal wa azamu mimaa akhafu wahzaru azjaruka wajalla sanaawoka walaailaha gayiruk. Allahuma aani awozubika min sahri quli shytaanin mureedin wamin shari quli jabarin aaneedin. fain tawalo faqul hasbi yaallahu laailaha illahu alyhi tawakaltu wahuwa
Transliteration: Rabul arshil azeem. Inna waliullahulladi nazalal kitaba wahuwa yatawals sualiheen.
Mundarja bala dua Hazrat Anas bin malik (ra) ke hai ap Hazrat Rassolallah (saw) ke kahdim thay. 10 bars ap (saw) ke kidmat ke. Hazrat Muhammad (saw) ne in ke walda ke darkhwast per in ko dunya wa akhirat ke behtri ke liy aur juma aafatu baliyat se hifazat ke liy is dua se musharaf wamakhsoos farmaya. Allah Tallah ne un ke umer, maalo dolat aur aur aulad main yahan barkat de aur wahan ju mila ho ga is ka andaza karna mushkil hai.
No comments:
Post a Comment